LYRICS BY ALPHABETICAL (A TO Z)
A - B - C - D - E - F - G - H - I - J - K - L - M - N - O - P - Q - R - S - T - U - V - W - Y - Z
Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
AFREEN AFREEN LYRICS
Chorus:
Husne jana ki tareef mumkin nahi
Afreen afreen
Thu bhi dekhe agar tho kahe ham-nasheen
Afreen afreen
Aiysa dekha naheen khubsurat koi Jism jeyse ajanta ki murat koi
Jism jaise nigahon pe jaadu koi Jism naghma koi jism khushbu koi
Jism jaise machalti hu’i raagini Jism jaise mehakti hu’i chaandni
Jism jaise ke khilta hua ik chaman Jism jaise ke suraj ki pahli kiran
Jism tarsha hua dilkasho dil-nasheen Sandali sandal marmari marmari
Chehra ek phuul kii tarah shaadaab hai
Chehra uskaa hai yaa ko’ii mahtaab hai
Chehra jaise Ghazal, chehraa jaan-e-Ghazal
Chehra jaise kalii, chehraa jaise kanval
Chehra jaise tasavvur kii tasviir bhii
Chehra ek Khaab bhii chehraa tabiir bhii
Chehra ko’ii alif lailavii daastaan
Chehra ek pal yaqin chehra ek pal guman
Chehra jaise ke chehraa ko’ii bhii nahiin
Maah-ruuh maah-ruuh maah jabiin maah-jabiin
It is not possible to praise the beauty of my beloved. O the most beautiful one!
Even if you see my beloved, you would also say O the most beautiful one!
I never saw anyone so beautiful.
[Your] body is like the images of Ajanta, [Your] body is like a spell on eyes
[Your] body is like a song [and] perfumed, [Your] body is like ecstatic music
[Your] body is like sweet-smelling moon-light
[Your] body is like a blooming garden, [Your] body is like the first ray of the sun
[Your] body is like carved statue, eye-catching and arresting, like sandalwood like marble
Language: Urdu

Blog Archive
Labels
- Aamir Liaquat Hussain
- Aashiq al-Rasul
- Abid Masoomi
- Ahmad Hussain
- Ahmed Bukhatir
- Dawud Wharnsby
- Dhamani Sisters
- Farhan Ali Qadri
- Fasihuddin Soharwardi
- Fez Meghani
- Hamza Namira
- Hesham Abdul Wahab
- Irfan Hussain
- Irfan Makki
- Junaid Jamshed
- Khursheed Ahmad
- Labbayk
- Lyrics A
- Maher Zain
- Mesum Abbas
- Milad Raza Qadri
- Muhammad Rehan Qureshi
- Muhammad Tahir Qadri
- Naat Lyrics
- Nasheeds Lyrics
- Nohay Lyrics
- Noor
- Owais Raza Qadri
- Qari Mohammed Rizwan
- Qari Shahid Mahmood
- Saif Adam
- Sami Yusuf
- Shadman Raza
- Shahbaz Qamar Fareedi
- Shahid Baltistani
- Various Naat Khawan
- Yusuf Islam
- Zain Bhikha
- Zulfiqar Ali